Uthe kaise Bali sakina ka lasha noha lyrics

Uthe kaise Bali sakina ka lasha noha 

Uthe kaise uthe kaise 
Bali sakina ka lasha... 
Pareshan hai zindan me saniye zehra 

1) Musibath ki manzil ye kitni kadhi hai (2) 
Yateema ki mayyat zameen par padhi hai(2) 
Bane qabr kyonkar uthe kaise lasha
Pareshan hai zindan me saniye zehra .. 

Uthe kaise uthe kaise bali sakina ka lasha 

2) Ye gurbath ye tanhai ye qaid khana(2) 
Hai zanjeer me jhakda bimaar 
bhaiya(2) 
Uthaye behen ka wo kaise janaza 
Pareshan hai zindan me saniye zehra.. 

Uthe kaise uthe kaise bali sakina ka lasha 

3) Sakina tujhe ab kahan paoon beti(2) Akeli kahan chorr kar jaoon beti (2) 
Bahut tang o tareek hai qaid khana
Pareshan hai zindan me saniye zehra.. 

Uthe kaise uthe kaise bali sakina ka lasha 

4) Madad karne aajao mere baradar(2) Kahan sogaye mere abbas jakar (2) 
Zara aake dedo janaze ko khanda 
Pareshan hai zindan me saniye zehra.. 

Uthe kaise uthe kaise bali sakina ka lasha 

5) Hai bimaar hathon me hatkadiyan pehne (2) 
Gale me hai touqe girabaan uske (2) 
Utare lehed me bhala kaun lasha 
Pareshan hai zindan me saniye zehra.. 

Uthe kaise uthe kaise bali sakina ka lasha 
Pareshan hai zindan me saniye zehra