Uthe kaise Bali sakina ka lasha noha lyrics
Uthe kaise Bali sakina ka lasha noha Uthe kaise uthe kaise Bali sakina ka lasha... Pareshan hai zindan me saniye zehra 1) Musibath ki manzil ye kitni kadhi hai (2) Yateema ki mayyat zameen par padhi hai(2) Bane qabr kyonkar uthe kaise lasha Pareshan hai zindan me saniye zehra .. Uthe kaise uthe kaise bali sakina ka lasha 2) Ye gurbath ye tanhai ye qaid khana(2) Hai zanjeer me jhakda bimaar bhaiya(2) Uthaye behen ka wo kaise janaza Pareshan hai zindan me saniye zehra.. Uthe kaise uthe kaise bali sakina ka lasha 3) Sakina tujhe ab kahan paoon beti(2) Akeli kahan chorr kar jaoon beti (2) Bahut tang o tareek hai qaid khana Pareshan hai zindan me saniye zehra.. Uthe kaise uthe kaise bali sakina ka lasha 4) Madad karne aajao mere baradar(2) Kahan sogaye mere abbas jakar (2) Zara aake dedo janaze ko khanda Pareshan hai zindan me saniye zehra.. Uthe kaise uthe kaise bali sakin...